Page Views

Sunday, 9 December 2012

Hide Navigation bar for blogger

friends aaj mein aap ko blog ki sik tips de raha hoon jis se aap apne blog ki navigation bar ko remove kar sakte hain, yeh aik faltu aur aib hota hai jis ko hide karna hi acha hota hai bas aap ko aik code de raha hoon wo apne blog pe paste karen. 1.Sab se pehle apne blog mein sign in ho jayen2.Ab aap Dashboard option ke Layout mein jayen3.Ab Edit Html ko click karen4.Phir wahan Ctrl+F se yeh code find karen ]]></b:skin>aur os ke neeche yeh code paste karen.#navbar-iframe,#navbar { display: none !important; }]]></b:skin>6.Ab Save Template pe click kare...

Saturday, 8 December 2012

Sindhi Quran Pak

friends aaj main aap ko boht piyari gift de raha hoon jo aap ki zindagi aur bhi khushwar bana de ga, yeh book pdf mein hai aur yeh sindhi quraan kareem hai. Download Her...

Geo News Html code for blogger

frineds aaj main aap ko apne blog ya site ke liye Geo News code share kar raha hoon jo ko wo live streaming news hai, es se aap apne blog ko aur bhi khobsurat bana sakte hain. bas yeh code aap html java script me paste karen aur news ka maza len. Code yeh hai.. Geo News English HTML Code:<td><iframe src='http://apps.geo.tv/ticker/eng.asp' height='20' width='990' scrolling='no' frameborder='0'></iframe></td>Geo News UrduHTML Code:<td><iframe src='http://apps.geo.tv/ticker/jm.asp' height='37' width='1000' scrolling='no' frameborder='0'></iframe></td>Urdu 2HTML Code:<td><iframe src='http://apps.geo.tv/ticker/jang.asp' height='37' width='778' scrolling='no' frameborder='0'>&...

Friday, 7 December 2012

Stop your content copying

friends aaj main aap ko aisa code bata raha hoon jis se aap ke blog ya site se koi bhi content copy nahein kar sakta. apne blogger mein sign in ho ke es ko follow karen.1. dashboard main jayen, phir Design / Layout > Edit HTML  2. phir Expand Widget Templates pe click karen3. ab neeche wala code copy karen.4. es code ko head tag, ke center me paste karen <head> Code </head><script type="text/javascript">var omitformtags=["input", "textarea", "select"]omitformtags=omitformtags.join("|")function disableselect(e){if (omitformtags.indexOf(e.target.tagName.toLowerCase ())==-1)return false}function reEnable(){return true}if (typeof document.onselectstart!="undefined")document.onselectstart=new Function ("return false")else{document.onmousedown=disableselectdocument.onmouseup=reEnable}</script>5....

Thursday, 6 December 2012

MS Word Shotcuts

friends aaj mein aap ko MS Office word ke shortcuts bhej raha hoon aap bagair mouse se office work kar sakte hain. Insha Allah boht jald new lessons ke sath hazir ho jaon ga. Thanks for visiting my sit...

MS Excel Shorcuts

friends aaj main aap ko MS Excel ke shortcuts bata raha hoon jo aap ko boht kaam aayenge yeh total shorcuts mere type kiye hoye hain. Aaj kal MS Office work ke shortcuts use hote hain aap bhi yeh shortcuts yaad karen aur dosron ko bhi bataye thanks. umeed hai ke mera yeh lecture aap ko boht pasand aaye g...

MS Excel book 2012

friends aaj ke lecture mein, mein MS Office ke program MS Excel ka aik book share kar raha hoon ye book aap ko boht faida de ga umeed hai ke yeh book aap ko behad pasand aayega.thanks Download her...

Wednesday, 5 December 2012

Html color coding 2

friends ab mein es lecture mein second page html color coding ka share kar raha hoon ummed hai ke aap ko boht kaam aayege aur aap es ka pori tarah se faida uthayenge. ...

Html lecture 2

friends ab mein lecture second page share kar raha hoon HTML ka. 35. <ol type="I"><li>List item 1</li><li>List item 2</li><li>List item 3</li><li>List type 4</li></ol>es coding se aap capital roman numerals likh sakte hain.36.<ol type="I" start="7"><li>List item 1</li><li>List item 2</li><li>List item 3</li><li>List type 4</li></ol>es coding se aap capital roman numeral special start me likh sakte ho matlab aap ki marzi jis num se start karo.37.<form method=post action="/cgi-bin/example.cgi><center><option>option 1</option><option selected>option 2</option><option>option 3</option><option>option...

HTML lecture 1

friends aaj main aap ko html ke barey mein bataon ke yeh kiya hai aur kaise work karte hain aur website mein kaise lagate hain. What is HTML?HTML used for web page, html is high level language like a java, html works on tags < >1. sab se pehle aap notepad open karen phir aap <html>enter <title>itteacher ayaz</title>title me jo name likho ge wo explorer ki title bar me show hoga.2. note:- agar aap notepad mein file save kare to pehle jis name se save karna chahte ho wo name phir sath me bagair space k .html likhna hoga aap ko.3.<b>ayaz</b>es se aap letter ko bold kar sakte hai <i>ayaz</i>es se aap letter ko italic kr sakte hain <u>ayaz</u>es se aap underline de sakte hain. note:-...

Html color coding

friends jaisa ke aap jante hain ke hum agar hamein HTML nahein aaye gi to koi bhi website nahein bana sakte aur unko edit kar sakte hain, mera aaj ka yeh lecture hai HTML color coding yahan share kar raha hoon jo aap ko boht helpful sabit honge. hum es color coding se apni site mein text ko ya backround ko aur bhi khobsurat bana sakte hain. ye total coding jpg format mein hain. ...

Tuesday, 4 December 2012

Convert urdu to adobe photoshop

friends aksar aap ne cards dekhe honge jis mein design hota hai aur urdu text mein hota hai wo pehle urdu program inpage mein likhte hain phir os ko adobe photoshop mein convert kar ke wahan se edit kar ke cards ko graphics bana ke os ko aur bhi beautiful karte hain. aaj mein es lecture ke sath hazir hoon ke inpage ka text adobe photoshop pe kaise layen, sab se pehle aap ke pass inpage software install hona chahiye aur adobe photoshop bhi, inpage open kar ke os pe koi bhi word likhe follow this picture. yeh jo opar maine urdu mein text likha hai ab enko adobe photoshop mein convert karna hai, to sab se pehle aap file ko save karen ab aap FILE mein jao aur phir EXPORT PAGE ko click karo to aap ke pass yeh picture...

Excel total formula

friends aaj mera lecture yeh hai ke Excel mein jo hum numbers/ marks likhte hain unko total kaise karte hain os ka main aap ko  excel formula bata raha hoon follow bellow picture.     A          B       C        D           E           F English Sindhi Urdu Maths Computer Total   56        85      90       78          70        379bas es tarah se column mein marks likh ke agar aap chahto column barha sakte ho kam bhi kar sakte ho,  Now total kaaren sab se pehla column choose karen English paper ki marks...

Monday, 3 December 2012

per% formula of excel

friends aik aur new lecture ke sath aap ke samne hazir hoon aaj mera lecture yeh ke Excel mein Per% kaise niklate hain akasar hum marks ko percentage nikalte hain. see below picture aap ko bas yeh dekhana hai ke total marks kis column mein hain aur row kon si hai Obtained/ Total H column main hai aur row 3 hain to to hum formula es tarah se likhenge  =sum(H3*100/500).*  ye multiplication ka symbol hai es ke 100 likhna hai os k baad ye /divide ki symbol deni hai phir jitne total marks hai wo likhen 600 ho ya 800 ho, wo likhen. aik aur bhi per% formula share kar raha hoon. =sum(353*100/400) es formula mein hum ne total column nahen likha hai ke kis mein hai direct hum ne marks likhi hai jo aap ne li hai os ke same formula...

Excel merge cells

friends aaj main aap ko ms office ke aik program MS Excel ke merge ke bare mein kuch bataon ga wo bhi keyboard ke sath. Win+R run mein excel likh ke enter karen ab excel ka program khul gaya hai, ab format ko click karen ya Alt+o keys ko press karen to aap ke samne ye bar khul jayegi see below pic. ab aap cells ko click karen ya os ka shortcut use karen Ctrl+1 phir aap ke second bar khud jayegi see this below picture ab aap es bar mein aik option dekh rahe hain Merge Cells os ko tick (select) kar ke ok kar den. phir aap excel ke window pe koi bhi words likhen jin words ko merge karna hai bas unko aap select kar ke Alt+Enter keys press karen to wo merge ho jayega see below picture. Thanks for reading my lectures ...

Properties of desktop

friends aaj mein aapko desktop properties about lecture de raha hoon. sab se pehle aap Desktop pe right click karen ab apko ke samne aik baar nazar aayengi jis mein boht kuch text show honge sab se pehle mein apko Arrange icons by ke barey mein bataon ga. Es se hum desktop ke files ko step by etep kar sakte hain means by alphabet A to Z folders aayenge by size means jis ki size (Memory) long hogi wo pehle aayega by type ka bhi same work hai name jaisa. agar computer ke icons idhar udhar bikhre hoye ho to hum unko aik second me theak kar sakte hain auto aarange kar ke. mere kuch dost and students call kar k pochte hain ke sir desktop ke icons hide ho gaye hain nazar nahe aa rahe unko kaise show karen unko hum desktop ki es properties...

Sunday, 2 December 2012

Computer word dictionary

friends aaj main aap ko aik aisi dictionary bata raha hoon jis se aap computer ke words jin ke bare mein aap ko knowledge nahen wo aap with meaning ke sath read kar sakte hain. Ye dictionary english mein hai aur es ke total pages pdf main hai, aur es mein internet ke bhi words hai, jo aap ko computer ki knowledge mein aap ki help karenge, jaisa ke aap jante hain ke maine yahan pc abbreviation book bhi share ki hoyi hai. yeh book pdf meinhai matlab yeh ke yeh adobe reader ya foxit reader mein open hogi. Download he...

Saturday, 1 December 2012

Window XP installation

friends aaj main aap ko computer pe window install karna sikhaon ga jo ko urdu mein lecture hai boht hi easy hai aur screen shots lecture hai bas aap pictures ko follow kar ke window install karen. See first picture see second picture See third picture See fourth picture umeed hai ke aap ko mera yeh lecture boht pasand aaya hoga aage aur be best lectures share karta rahoon ga Insha Allah keep visiting my blog.than...

Twitter Delicious Facebook Digg Stumbleupon Favorites More

 
Design by Free WordPress Themes | Bloggerized by Lasantha - Premium Blogger Themes | Bluehost Coupons