Page Views

Monday, 3 December 2012

Properties of desktop

friends aaj mein aapko desktop properties about lecture de raha hoon.
sab se pehle aap Desktop pe right click karen


ab apko ke samne aik baar nazar aayengi jis mein boht kuch text show honge
sab se pehle mein apko Arrange icons by ke barey mein bataon ga.

Es se hum desktop ke files ko step by etep kar sakte hain means by alphabet A to Z folders aayenge by size means jis ki size (Memory) long hogi wo pehle aayega by type ka bhi same work hai name jaisa.

agar computer ke icons idhar udhar bikhre hoye ho to hum unko aik second me theak kar sakte hain auto aarange kar ke.

mere kuch dost and students call kar k pochte hain ke sir desktop ke icons hide ho gaye hain nazar nahe aa rahe unko kaise show karen

unko hum desktop ki es properties se theak kar sakte hain
click on show desktop icon
to aap k ghum kiye hoye desktop ke icons aa jayenge.

Note: jab hum computer start karte hain to unko yahi se refresh karte hain es ka shortcut F5 hai. thanks

0 comments:

Post a Comment

Twitter Delicious Facebook Digg Stumbleupon Favorites More

 
Design by Free WordPress Themes | Bloggerized by Lasantha - Premium Blogger Themes | Bluehost Coupons