friends jaisa ke mein pehle bhi aik lecture de chuka hoon jo ke move taskbar ke liye tha
aur aaj ka mera yeh lecture hai ke About desktop
bas aap Desktop pe right click karen
aur ab aap ko baar mein boht sare text nazar aa rahe hain pehle aate hain
Arrange icons by
es se hum desktop k file series mein kar sakte hain jaise by name es alphabet A to Z folders aayenge by size means jis ki size (Memory) bari hogi wo pehle aaye ga by type ka b same work hai name jaisa.
agar computer k icons idhar udhar bikhre hoye ho to hum unko aik second me theak kar sakte hain auto aarange kar k.
boht sarey dost or student call kar k pochte hain k sir desktop k icons ghum ho gaye hain nazar nahe aa rahe unko hum desktop ki es properties se theak kar sakte hain
click on show desktop icon
to aap k ghum kiye hoye desktop k icons aa jayenge.
Note: jab hum computer start karte hain to unko yahi se refresh karte hain es ka shortcut F5 hai. thanks
0 comments:
Post a Comment