Page Views

Monday 26 November 2012

Basic things of computer

friends aaj mein aap ko basic things bataon ga computer ki jis ki aap ko knowledge boht important hain.
aur aap yeh bhi jante hain ke aaj kal computer ki boht bari zarorat ho gayi hain matalab yeh ke hum agar hamare pass computer nahen ko koi bhi kaam easily se nhe kar sakte jaisa ka hum computer apne ghar mein , office mein , shop mein use karte hain. Aur aik baat aap ko batata chalon ke future mein jo war hogi wo computer ki hogi log aik computer se dosre computer pe attack karenge Hacking ka aap ne name to suna hoga es ke zariye.

Mere teaching ke apne usool hain, waise aap ko pata hoga aik school mein jo teachers hote hain un ke concept aik jaise nahein hote har teacher ki teaching different hain jaise five fingers equal nahein hoti waise bhi teachers sab aik jaise nahein hotey.

Allah ka main boht ahsan mand hoon jis ne mujhe itna ilam diya aur logon ki serve karne ke liye choose kiya bas jitna ho saka aap sab friends ki help karta rahon ga. agar mujhe kahen koi mistake ho jaye to please pardon me aur mere kaam mein himmat afzayi karna.

Sab se pehle hamein computer ki basic knowledge ka pata hona chahye mujhe boht afsos ke sath kehna par raha hai le boht sare friends ko en ka nhe pata keep learning here.

Computer ke parts


ab dosri pic bellow aap ko desktop wali dikha raha hoon Desktop ki pori detail likhi hoyi hai yahan en ke bare mein aap ko jan'na zarori hai. Icon , Desktop, Taskbar etc..........................



Desktop is your working area means yeh hai ke agar aap ko desktop nazar aayega to aap aasani se kaam kar sakte ho. jaise hum kaam karne k liye table ka sahara lete hain.
Win+L press kar k dekho aap ko desktop nazar aa raha hain nahein na to aap kis file ko click karenge kaise kaam karenge.

mere kahyal se yeh sab interview mein pochte hain agar kisi ne Computer ka koi course kiya ho to.

1 comments:

Unknown said...

Boht achay ayaz bhai . realy amzing hard work.
keep working..



Learn in urdu speacial & easy:
www.cometohack86.blogspot.com
www.mshqit.com

Post a Comment

Twitter Delicious Facebook Digg Stumbleupon Favorites More

 
Design by Free WordPress Themes | Bloggerized by Lasantha - Premium Blogger Themes | Bluehost Coupons