Page Views

Sunday, 9 December 2012

Hide Navigation bar for blogger

friends aaj mein aap ko blog ki sik tips de raha hoon jis se aap apne blog ki navigation bar ko remove kar sakte hain, yeh aik faltu aur aib hota hai jis ko hide karna hi acha hota hai bas aap ko aik code de raha hoon wo apne blog pe paste karen.



1.Sab se pehle apne blog mein sign in ho jayen

2.Ab aap Dashboard option ke Layout mein jayen

3.Ab Edit Html ko click karen

4.Phir wahan Ctrl+F se yeh code find karen ]]></b:skin>

aur os ke neeche yeh code paste karen.

#navbar-iframe,#navbar { display: none !important; }

]]></b:skin>

6.Ab Save Template pe click karen.

0 comments:

Post a Comment

Twitter Delicious Facebook Digg Stumbleupon Favorites More

 
Design by Free WordPress Themes | Bloggerized by Lasantha - Premium Blogger Themes | Bluehost Coupons