Page Views

Friday, 30 November 2012

My Computer Windows

friends aaj mein aap ko yeh bataon ga ke my computer ko jab open karte hain to samne jo option aate hain unko kiya kehte hain. es picture ko aap gor se dekhen. First bar jo white wali hoti hai unko hum address bar kehte hain matlab yahan se bhi hum koi bhi drive open kar sakte hain. Shared documents wale ye windows ke hai. aur unko neeche aap ko four drives or partitions nazar aa rahi hai C: ye windows ki partition hoti hai mens jab hum koi bhi window karte hain es mein karte hain es C: drive mein apne personal ko bhi files nahen rakhan hai kiyu ke agar window corrupt ho gaya to aap ki data jo es drive mein save hogi wo bhi khatm ho jaye gi. aur jo softwares hum install karte hai wo bhi C: drive pe install hote hain means MS Office, Antivirus,...

Thursday, 29 November 2012

Windows recycle bin

friends aaj mein aik baar phir new lecture ke sath hazir hoon, mera aaj ka yeh lecture hai ke apne computer se jo file delete karte hain wo kahan jate hain aur unko kaise wapis kar sakte hain bilkul easy method hai. mein aap ko yahan screen shots means pictures lecture de raha hoon jo mera type kiya huwa hai inpage mein phir unko abobe photoshop mein convert kar ke aap ke samne pesh kar raha hoon. See this image Step 1: See this image Step 2: ye tha Windows recycle bin ka lecture umeed hai ke aap ko pasand aaya hoga. thanks friend...

Tuesday, 27 November 2012

Computer Abbreviation

Friends aaj main aap ko apna type kiya huwa book share kar raha hoon jis ka name hai PC Stands for or Computer Abbreviation. umeed hai ke aap ko mera ye book boht pasand aaye ga. es mein total computer abbreviations hain means yeh ke stands for. Mera yeh pehla book hai jo PDF format main hai aur 115 page hain A to Z alphabets tak hai. yeh book aap ko lectures main boht kaam aaye ga Seo ka full form bhi hai aur all about save file extension means save format MS Office and much more. aap ko net pe books milenge wo sab adhore honge ye book mein un students ke liye share kar raha hoon jin ko IT se boht pyar hai, aur wo mere Abbreviation book download kar ke un se pora pora faida uthaenge, Download here aur mein boht jald aur bhi book share...

Monday, 26 November 2012

Basic things of computer

friends aaj mein aap ko basic things bataon ga computer ki jis ki aap ko knowledge boht important hain. aur aap yeh bhi jante hain ke aaj kal computer ki boht bari zarorat ho gayi hain matalab yeh ke hum agar hamare pass computer nahen ko koi bhi kaam easily se nhe kar sakte jaisa ka hum computer apne ghar mein , office mein , shop mein use karte hain. Aur aik baat aap ko batata chalon ke future mein jo war hogi wo computer ki hogi log aik computer se dosre computer pe attack karenge Hacking ka aap ne name to suna hoga es ke zariye. Mere teaching ke apne usool hain, waise aap ko pata hoga aik school mein jo teachers hote hain un ke concept aik jaise nahein hote har teacher ki teaching different hain jaise five fingers equal nahein hoti waise...

Sunday, 25 November 2012

Character Counter

friends aap ko pata hoga ke jahan bhi aap test dene jate ho to aap ko typing ke liye word dete hain ke ye aap ko 30 minutes mein itne characters ye words likhne hain aaj main aap ko aik code de raha hoon jis se apne type kiye gaye words ko easily count kar sakte hain hain. aur ziyada tar hum fourm ya website pe hum jo paragraph likhte hain unke kam se kam 500 tak character hona chahye to hamen kaise pata chale ga ke hum jo words likhe hain wo kitne hain, ye aap ko code boht helful sabit hoga. Counter calculator ka ye code aap kahen bhi HTML/JAVASCRIPT mein laga sakte hain. Code yeh hain Word/Line Count Calculator <script type="text/javascript"> function calcStats() { var myString; var lines; var characters; var words; var...

Friday, 23 November 2012

IP trace code

friends jaisa ke app ko pata hai ke IP code jo hamare PC ka code hota hain,  jahan se hum internet use karte hain, IP ka matlab hai internet protocol, hum IP se boht sare faide utha sakte hain, jaise kisi ke pc ki location maloom karni hai,  ya unka computer hack karna hai to pehle hum unke computer ka IP address hasil karne ki koshish karte hai. main aaj aap ko aik gadge bhej raha hoon jis aap visitor ki aasani se IP maloom kar sakte hain. bas ye aik coding hai jo aap ko blogger / website mein lagani hogi.ye code aap html/ JavaScript me lagaenge ge. aur hackers bhi kisi ki website site hack karne ke liye apni IP address hide kar ke server mein enter hote hain, hum apni IP address ko change bhi kar sakte hain...

My documents

friends aaj main aap ko window ke aik option My Documents k bare mein bataon ga. aap ko aik baat yaad rakhni chahiye ke My Documents or Desktop Window pe mushtmil hota hai,  My Documents and Desktop pe koi bhi files na rakhe agar rakho ge to wo window pe asar parege, agar aap ka Window corrupt ho gaya to aap ke sab files jo aap ne My Documents or Desktop mein rakhe hain wo sab khatm ho jayen ge. bas es point ka aap ko yaad rkhna chahye Blue line ko Title bar kehte hain File-Edit-View-Favorites-Tools-Helpes bar ko Menu Baar kehte hainNavigation Bares bar se aap previous and next files tak ja sakte hain.Address bares bar se aap drives/ Partition k files open kar sakte hainFile and Folder tasks Listes se aap file ko duplicate/ remove...

Thursday, 22 November 2012

Desktop

friends jaisa ke mein pehle bhi aik lecture de chuka hoon jo ke move taskbar ke liye tha aur aaj ka mera yeh lecture hai ke About desktop bas aap Desktop pe right click karen aur ab aap ko baar mein boht sare text nazar aa rahe hain pehle aate hain Arrange icons by es se hum desktop k file series mein kar sakte hain jaise by name es alphabet A to Z folders aayenge by size means jis ki size (Memory) bari hogi wo pehle aaye ga by type ka b same work hai name jaisa. agar computer k icons idhar udhar bikhre hoye ho to hum unko aik second me theak kar sakte hain auto aarange kar k. boht sarey dost or student call kar k pochte hain k sir desktop k icons ghum ho gaye hain nazar nahe aa rahe unko hum desktop ki es properties se theak kar sakte...

Wednesday, 21 November 2012

install urdu language

how to install urdu language in your pc friends aaj main aap ko aik best method batata hoon jis se aap kisi bhi program Facebook, Twitter, MS Office etc.... mein urdu, sindhi, pashto likh sakte hain. sab se pehle aap apne pass Window XP 2006 ki cd apne pass rakho es ki zarorat paregi. ap start menu mein jao wahan control panel mein jao phir wahan Date, Time, Language and Reginal Options ko click karo. ab Language and Options ko click karo. ab languages ko click karo beech mein option hai yeh. wahan pehle option ko tick karo jis mein Install files for complex script and right to left languages including thai. es ko tick karna hain. now click on apply. Apply karne k baad PC aap k files copy karega phir aap ko CD mange ga ab aap CD-ROM...

How to move taskbar

friends aaj mera ye lecture hai ke taskbar ko kaise move kiya jaye. sab se pehle taskbar pe mouse se arrow rakh ke taskbar pe right click karen properties k opar aap ko LOCK THE TASKBAR nazar aaye ga jo tick hoga. bas en ko click kar ke untick karen. ab aap taskbar ko move kar sakte hain, agar aap ko right side karna hai to mouse ke right button ko pakar kar desktop ki right side ko mouse ko drag karna hai. to taskbar right side pe aa jayegi. up side, left side, down side bhi es tarah se kar sakte hain agar aap chahte hain k ab taskbar move na ho to phir se taskbar pe mouse se arrow rakh ke taskbar pe right click karen properties k opar aap ko LOCK THE TASKBAR nazar aaye ga unko phir se click karen, to taskbar phir se lock ho jaye...

Twitter Delicious Facebook Digg Stumbleupon Favorites More

 
Design by Free WordPress Themes | Bloggerized by Lasantha - Premium Blogger Themes | Bluehost Coupons