Page Views

Sunday, 9 December 2012

Hide Navigation bar for blogger

friends aaj mein aap ko blog ki sik tips de raha hoon jis se aap apne blog ki navigation bar ko remove kar sakte hain, yeh aik faltu aur aib hota hai jis ko hide karna hi acha hota hai bas aap ko aik code de raha hoon wo apne blog pe paste karen.



1.Sab se pehle apne blog mein sign in ho jayen

2.Ab aap Dashboard option ke Layout mein jayen

3.Ab Edit Html ko click karen

4.Phir wahan Ctrl+F se yeh code find karen ]]></b:skin>

aur os ke neeche yeh code paste karen.

#navbar-iframe,#navbar { display: none !important; }

]]></b:skin>

6.Ab Save Template pe click karen.

Saturday, 8 December 2012

Sindhi Quran Pak

friends aaj main aap ko boht piyari gift de raha hoon jo aap ki zindagi aur bhi khushwar bana de ga, yeh book pdf mein hai aur yeh sindhi quraan kareem hai.


Geo News Html code for blogger

frineds aaj main aap ko apne blog ya site ke liye Geo News code share kar raha hoon jo ko wo live streaming news hai, es se aap apne blog ko aur bhi khobsurat bana sakte hain. bas yeh code aap html java script me paste karen aur news ka maza len.

Code yeh hai..

Geo News English 
HTML Code:
<td><iframe src='http://apps.geo.tv/ticker/eng.asp' height='20' width='990' scrolling='no' frameborder='0'></iframe></td>

Geo News Urdu
HTML Code:
<td><iframe src='http://apps.geo.tv/ticker/jm.asp' height='37' width='1000' scrolling='no' frameborder='0'></iframe></td>

Urdu 2
HTML Code:
<td><iframe src='http://apps.geo.tv/ticker/jang.asp' height='37' width='778' scrolling='no' frameborder='0'></iframe></td

Friday, 7 December 2012

Stop your content copying

friends aaj main aap ko aisa code bata raha hoon jis se aap ke blog ya site se koi bhi content copy nahein kar sakta. apne blogger mein sign in ho ke es ko follow karen.

1. dashboard main jayen, phir Design / Layout > Edit HTML
 2. phir Expand Widget Templates pe click karen
3. ab neeche wala code copy karen.
4. es code ko head tag, ke center me paste karen <head> Code </head>

<script type="text/javascript">
var omitformtags=["input", "textarea", "select"]
omitformtags=omitformtags.join("|")
function disableselect(e){
if (omitformtags.indexOf(e.target.tagName.toLowerCase ())==-1)
return false
}
function reEnable(){
return true
}
if (typeof document.onselectstart!="undefined")
document.onselectstart=new Function ("return false")
else{
document.onmousedown=disableselect
document.onmouseup=reEnable
}
</script>

5. Save Template tab
Ab aap ke blog and site ke content mehfoz ho gaye hain koi bhi copy nahen kar sakta

Thursday, 6 December 2012

MS Word Shotcuts

friends aaj mein aap ko MS Office word ke shortcuts bhej raha hoon aap bagair mouse se office work kar sakte hain. Insha Allah boht jald new lessons ke sath hazir ho jaon ga.


Thanks for visiting my site.

MS Excel Shorcuts

friends aaj main aap ko MS Excel ke shortcuts bata raha hoon jo aap ko boht kaam aayenge yeh total shorcuts mere type kiye hoye hain. Aaj kal MS Office work ke shortcuts use hote hain aap bhi yeh shortcuts yaad karen aur dosron ko bhi bataye thanks.


umeed hai ke mera yeh lecture aap ko boht pasand aaye ga.

MS Excel book 2012

friends aaj ke lecture mein, mein MS Office ke program MS Excel ka aik book share kar raha hoon ye book aap ko boht faida de ga umeed hai ke yeh book aap ko behad pasand aayega.thanks


Wednesday, 5 December 2012

Html color coding 2

friends ab mein es lecture mein second page html color coding ka share kar raha hoon ummed hai ke aap ko boht kaam aayege aur aap es ka pori tarah se faida uthayenge.






Html lecture 2

friends ab mein lecture second page share kar raha hoon HTML ka.


35.
<ol type="I">
<li>List item 1</li>
<li>List item 2</li>
<li>List item 3</li>
<li>List type 4</li>
</ol>
es coding se aap capital roman numerals likh sakte hain.

36.
<ol type="I" start="7">
<li>List item 1</li>
<li>List item 2</li>
<li>List item 3</li>
<li>List type 4</li>
</ol>

es coding se aap capital roman numeral special start me likh sakte ho matlab aap ki marzi jis num se start karo.

37.
<form method=post action="/cgi-bin/example.cgi>
<center>
<option>option 1</option>
<option selected>option 2</option>
<option>option 3</option>
<option>option 4</option>
</select><br>
</center>
</form>

es coding se aap option wale form bana sakte hain.



this is an example displaying the use of the paragraph tag.<p> this will creat a line break and a space between lines.

38.
attributes:
example 1:<br>
<br>
<p align="left">
this is an example<br>
displaying the use<br>
of the paragraph tag.<br>
<br>

es coding se aap text ko alag alag next line pe kr sakte hain.

39.
example 1:<br>
<br>
<p align="right">
this is an example<br>
displaying the use<br>
of the paragraph tag.<br>
<br>

es coding se aap text ko right taraf rakh sakte hain.checked by me

40.
example 3:<br>
<br>
<p align="center">
this is an example<br>
displaying the use<br>
of the paragraph tag.


es coding se aap text ko center pe rakh sakte hain.

<small>Ayaz</small>
es coding se aap ka text small hoga.

<strike>Ayaz</strike>
es coding me aap text ko beech me line de sakte hain.

41.
<table border="4" cellpadding="2" cellspacing="2" width="100%">
<tr>
<td>Column 1</td>
<td>Column 2</td>
</tr>
</table>

opar wali coding se aap columns bana sakte hain.

42.
<table border="2" bordercolor="#336699" cellpadding="2" width="100%">
<tr>
<td>Column 1</td>
<td>Column 2</td>
</tr>
</table>

es coding se aap columns bana ke os ko apne pasand ka colour de sakte hain.

43.
<table cellpadding="2" cellspacing="2" width="100%">
<tr>
<td bgcolor="#cccccc"> Column 1</td>
<td bgcolor="cccccc" Column 2</td>
</tr>
<td>Row 2</td>
<td>Row 2</td>
</tr>
</table>

es coding se aap columns bana ke os ko apne pasand ka colour de sakte hain or row bana sakte hain

44.
<table border="2" cellpadding="2" cellspacing="2" width="100%">
<tr>
<td>Column 1</td>
<td>Column 2</td>
</tr>
</table>


es coding se aap columns k ander numbers bana sakte hain.

45.
<div align="center">
<table>
<tr>
<th>column 1</th>
<th>column 2</th>
<tr>
<td>row 2</td>
<td>row 2</td>
</tr>
<tr>
<td>row 3</td>
<td>row 3</td>
</td>
</table>

es coding se aap columns ko center pe or apne pasand k column ya row rakh sakte hain

46.
<table border="1" cellpadding="5" cellspacing="5" width="100%">
<tr>
<th>table header</th>
<th>table header</th>
</tr>
<tr>
<td width="20%">table cell 1</td>
<td>table cell 2</td>
</tr>
</table>

es coding mein aap 2 columns aur neeche 2 rows bana sakte hain

47.
<table border="1" cellpadding="5" cellspacing="5" width="100%">
<tr>
<th rowspan="2">table header</th><td>tablecell 1</td>
</tr>
<tr>
<td>table cell 2</td>
</tr>
</table>

es coding mein aap right taraf bara column aur os ke samne 2 rows bana sakte hain.

<tt>welcome<tt>
es se aap welcome ko tt ka style de sakte hain.

<u>welcome</u>
es coding se aap underline kr sakte hain.

48.
<table border="1" cellpadding="5" cellspacing="5" width="100%" style="background-color;border:3px dashed black;">
<tr>
<th style="text-align:left">table header</th>
<th style="text-align:left">table header</th>
</tr>
<tr>
<td width="20%">table cell 1</td>
<td>table cell 2</td>
</tr>
</table>

es coding se table mein color aur frame aur text ko right side kar sakte ho.

49.
<marquee behavior="scroll" direction="right" scrollamount="1">toroise</marquee>
<marquee behavior="scroll" direction="right" scrollamount="10">hare</marquee>
<marquee behavior="scroll" direction="right" scrollamount="20">cheetah</marquee>

es coding se text ko right or movement fast and slow kr sakte ho.


50.
<marquee behavior="scroll" direction="left" scrollamount="80" scrolldelay="500">welcome dear</marquee>

es coding se text ko left side tab jaise movement slow kar sakte ho.

51.
<table border="2" cellpadding="2" width="100%">
<TR onMouseover="this.bgcolor="#eeeeee"onMouseout="thi s.bgcolor="#ffffff">
<td>AYAZ</td>
</tr>
<TR onMouseover="this.bgcolor="#eeeeee"onMouseout="thi s.bgcolor="#ffffff">
<td>AYAZ</td>
</tr>
</table>

es coding se table pe mouse arrow rakho ge to wo apne aap select ho jayega.


52.
<style type="text/css">
p.wide-tracking ?( letter-spacing: 0.3em ?)
</style>
<p class="wide-tracking">welcome to my tag friends thank you</p>

es coding se aap text ko apni pasand ki space de sakte ho jaise MS Word mein justify hota hai.


53.
<h3 style="cursor:help">
your text... "Help"</h3>
<h3 style="cursorointer">welcome friends.. "Pointer"</h3>
<h3 style="cursor:wait">ayaz ali "Wait"</h3>
<h3 style="cursor:crosshair">welcome "Crosshair"</h3>
<h3 style="cursor:move">pakistan "Move"</h3>

es coding se aap text pe mouse ki mukhtalif cursor rakh sakte hain jaise control panel se krte hain.

54.
<input type="hidden" name="friendID" value="123456">
<textarea name="f§comments" style="width:150px;height:80px;background-color:#d0f18f;">
Enter your comments here....
</textarea><br>
<input type="submit" value="Submit">
<input type="reset" value="Reset">
</form>

es coding se aap table me comments or button submit or reset ko color De sake hain 


55.
</textarea><br>
<input type="submit" value="Submit"background-color:53760D;color 0F18F;">
<input type="reset" value= "Reset" style="background-color:#d0f18f;>
<p style=font-:verdna.aria.sans-serif;font-size:"10px">
</form>
es coding se aap table K button submit or reset ko color De sake hain checked by me aya

56.
<embed src="http://lads.myspace.com/theAnswer.swf"
quality="high"
bgcolor="#ffffff"
width="450"
height="345"
name="mp3player"
align=""
type="application/x-shockwave-flash"
pluginspage="http://www.macromedia.com/go/getflashplayer">
</embed>

es coding se aap MP3 songs album rakhte hain sake hain.

HTML lecture 1

friends aaj main aap ko html ke barey mein bataon ke yeh kiya hai aur kaise work karte hain aur website mein kaise lagate hain.


What is HTML?
HTML used for web page, html is high level language like a java, html works on tags < >

1. sab se pehle aap notepad open karen phir aap <html>enter

<title>itteacher ayaz</title>
title me jo name likho ge wo explorer ki title bar me show hoga.

2. note:- agar aap notepad mein file save kare to pehle jis name se save karna chahte ho wo name phir sath me bagair space k .html likhna hoga aap ko.

3.<b>ayaz</b>
es se aap letter ko bold kar sakte hai
<i>ayaz</i>
es se aap letter ko italic kr sakte hain
<u>ayaz</u>
es se aap underline de sakte hain.

note:- ye 3 code aik text ko laga sakte ho

4.<center>ayaz</center>
es se aap text ko center mein kar sakte hain.
<font face="times new roman">ayaz</font>
es se aap text ka style change kar sakte hai,styles aap MS Word se le sakte hain.

5.<font face="century gothic"size="5">
es se aap styles or text ki size increase (barha)sakte hain.

6.<font color="red"> ayaz </font>
es se aap text ko colour de sakte hain aur change bhi kar sakte hain.next

7. ab main opar de gayi coding aik sath likh raha hoon.
<html>
<title>welcome</title>
<center><b><i><u><font face="times new roman" size="5" color="blue">ayaz</center></b></i></u></font>
last mein yeh codes de kar enko / se band krna hai yeh rulz hain html ke.

8.<br> es ka matlab he line break agar do alfaz k beech me <br> likho ge to wo line neeche new line pe aa jayegi. 
e.g <br>ayaz ali</br>

aap 2 lafz ko alag bhi kar sakte ho 
e.g ayaz<br>ali
es se ayaz up and ali down pe aayega

9.<big>ayaz</big>
es se text big bold ho jayega.

<body bgcolor="pink"> welcome </body>
es se aap background pe color de sakte hain.

10. HTML notepad mein har changing ke baad aap ko save krna hoga. phir explorer me agar file khula hai to refresh karen nahe to explorer se file me ja k open karen.

11. <dd> means definition description
<dl>
<dt>welcome Friends</dt>
<dd>welcome Here </dd>
<dt>welcome Friends</dt>
<dd>welcome Here</dd>
</dl>
es coding ko aap text ko balance mein aur bold kar sakte hain.

12. <dl> means definition list
</dl>
<dt>welcome Friends</dt>
<dd>welcome Here</dd>
<dd>welcome Friends</dt>
<dd>welcome Here</dd>
</dl>
es coding se aap text ko balance mein kar sakte hain.

13.<dT> means definition term
<dl>
<dt>welcome Friends</dt>
<dd>welcome Here</dd>
<dt>welcome Friends</dt>
<dd>welcome Here</dd>
</dl>
es coding ko aap text ko balance mein kar sakte hain aur bold bhi kar sakte hain.


14. <a>means anchor <a href="http://www.itschoolpk.com/"> visit my site </a>
es coding se aap html mein apni ya kisi aur ki di gayi site khol sakte hain.

15.HTML ka short form hai
H=hyper
T=text
M=markup
L=language
coding notepad me hoti hai file ko save karne me .html ka izafa kya jata he e.g ayaz.html

16.<font face="times new roman" size="+5" color="red"> Ayaz Ali </font>
es se aap text ka style change kar sakte hain aur size barha sakte hain aur color bhi de sakte hain.
note: MS Word mein text styles hain wahan se name le ke likh den.

17.<form>
<action="maitlo:you yourdomain.com>
Name: <input name="name" value="" size="10"><br>
Email: <input name="Email" value="" size="10"><br>
<center><input type="submit"></center>
</form>
es coding me aap form bana sakte ho sirf name or email wala.

18.<h1>www.itschoolpk.com</h>
<h2>
www.itschoolpk.com</h>
<h3>
www.itschoolpk.com</h>
es coding mein aap koi bhi text likho ge to aahista chota ho jayega.

19.<hr width="50%" size="3"> </hr>
es coding me aap text k neeche line de sakte ho.aur line ki size barha sakte hain.

20.<form method=post action="/cgi-bin/example.cgi">
<input type="text" size="10" maxlength="30">
<input type="Submit" value="Submit">
</form>

es coding se aap comnents ka column bana sakte hain.

21.<form method=post action="/cgi-bin/example.cgi">
<input type="text" style="color:#ffffff; font-family: verdana; font-weight: bold; font-size: 12px; background-color: #72a4d2;" size="10" maxlength="30">
<input type="Submit" value="Submit">
</form>next

es coding se aap comments wale column ko colour de sakte hain or text ka style bhi change kr sakte hain.

22.<form method=post action="/cgi-bin/example.cgi">
Enter Your Comments:<br>
<textarea wrap="virtual" name="Comments" rows=3 cols=20 maxlength=100></textarea><br> <input type="Submit" value="Submit">
<input type="Reset" value="Clear">
</form>

es coding mein aap ki site pe users comments de sakte hain mistake karne pe delete bhi sakte hain.

23.<form method=post action="/cgi-bin/example.cgi">
<taale border="0" cellspacing="0" cellpading="2" ><tr><td bgcolor="#8463ff"><input type="text" size="10" maxlength="30"></td><td bgcolor="#8463ff" valign="Middle"></td></tr></table>
</form>

es coding se aap comments border ko colours de sakte hain.

24.<form method=post action="/cgi-bin/example.cgi">
<center>
Select an option:
<select>
<option>option 1</option>
<option selected>option 2 </option>
<option>option 3</option>
</select><=/br>
</form/

es coding se aap options ke column de sakte hain.

25.<form method=post action="/cgi-bin/example.cgi">
Select an option:<br>
<input type="radio" name="option">
Option 1
<input type="radio" name="option" checked> Option 2
<input type="radio" name="option">
Option 3
<br>
<br>

26.Select an option:<br>
<input type="checkbox" name="selection"> Selection 1
<input type="checkbox" name="selection" checked> Selection 2
<input type="checkbox" name="selection"> Selection 3
<input type="Submit" value="Submit">
</form>

25 and 26 ki es coding se aap selection wale option bana sakte hain. 

27.
<menu>
<li type="disc">List item 1</li>
<li type="circle">List item 2</li>
<li type="square">List item 3</li>
</menu>

<o1 type="i">
<li>List item 1</li>
<li>List item 2</li>
<li>List item 3</li>
<li>List item 4</li>
</o1>

27 page pe jo html ki coding di gayi hai os se aap list item buletts mein or roman numeral me bana sakte hain.

28.
<marquee bgcolor="#cccccc" loop="-1" scrollamount="2" width="100%">AYAZ SOLANGI</marquee>
es coding se aap text ko advertisement jaise pati me scroll kar sakte hain.

29.
<ol>
<li>List item 1</li>
<li>List item 2</li>
<li>List item 3</li>
<li>List item 4</li>
</ol>

es coding se aap numbered mein list item bana sakte hain.

30.
<ol start="5">
<li>List item 1</li>
<li>List item 2</li>
<li>List item 3</li>
<li>List item 4</li>
</ol>

es coding se aap special start kr sakte hain apni marzi se.

31.
<ol type="a">
<li>List item 1</li>
<li>List item 2</li>
<li>List item 3</li>
<li>List item 4</li>
</ol>
es coding se aap select item ko lowercase me likh sakte hain.

32.
<ol type="A">
<li>List item 1</li>
<li>List item 2</li>
<li>List item 3</li>
<li>List item 4</li>
</ol>

es coding se aap list items ko capital letters special start me likh sakte hain.

33.
<ol type="A" start="3">
<li>List item 1</li>
<li>List item 2</li>
<li>List item 3</li>
<li>List item 4</li>
</ol>

es coding se aap list items ko capital letters special start me likh sakte hain.

34.
<ol type="i">
<li>List item 1</li>
<li>List item 2</li>
<li>List item 3</li>
<li>List item 4</li>
</ol>

es coding se aap list items ko Lower Roman Numbers me likh sakte hain.

Html color coding

friends jaisa ke aap jante hain ke hum agar hamein HTML nahein aaye gi to koi bhi website nahein bana sakte aur unko edit kar sakte hain, mera aaj ka yeh lecture hai HTML color coding yahan share kar raha hoon jo aap ko boht helpful sabit honge. hum es color coding se apni site mein text ko ya backround ko aur bhi khobsurat bana sakte hain.

ye total coding jpg format mein hain.




Tuesday, 4 December 2012

Convert urdu to adobe photoshop

friends aksar aap ne cards dekhe honge jis mein design hota hai aur urdu text mein hota hai wo pehle urdu program inpage mein likhte hain phir os ko adobe photoshop mein convert kar ke wahan se edit kar ke cards ko graphics bana ke os ko aur bhi beautiful karte hain.

aaj mein es lecture ke sath hazir hoon ke inpage ka text adobe photoshop pe kaise layen, sab se pehle aap ke pass inpage software install hona chahiye aur adobe photoshop bhi, inpage open kar ke os pe koi bhi word likhe follow this picture.


yeh jo opar maine urdu mein text likha hai ab enko adobe photoshop mein convert karna

hai, to sab se pehle aap file ko save karen ab aap FILE mein jao aur phir EXPORT PAGE ko click karo to aap ke pass yeh picture show ho jaye gi see follow picture.


ab aap BROWSE ko click karo, aur ab app ko save as type mein ja kar ENCAPSULATED POSTSCRIPT FILES ko select karna hai.

aap ab os ko koi bhi file name de kar os ko save kar do, ab hum ne jo text inpage mein likha hai unko adobe photoshop mein convert karne ka liye aap Adobe photoshop open karo aur new ko click karo, ab aap open ko click karo, ab aap ne jo inpage mein file save kiya tha wo file jis nmae se save kiya tha wo show ho jaye ga,

os file ko aap open karen ab aap ke samne adobe photoshop ki 2 windows nazar aa jeyengi
jaur inpage wale text ko blank page ke adobe photo shop mein move tool pe click karen aur right side bar mein Arrow aap ko nazar aayega.

ab os inpage wale blank page ko abode photo shop wali open ki gayi picture pe drag karo matlab kheencho phir wo text blank page wala move ho jayega os picture pe agar wahan window pe text big hai to os ko aap small kar sakte hain. Go Edit menu and Transform now click on Scale
os ke baad text ke around select ka symbol nazar aayega aap ko phir aap jis side se chahen small kar sakte hain.

os ke baad aap phir se Move Tool Apply ko click karen, ab es picture ko JPEG ki format mein save karne ke liye aap File Menu mein jayen phir Save for web & devices mein jao aur aap picture ki size increase and decrease bhi kar sakte hain. PNG file mein bhi save kar sakte hain. phir aap pk kar den ab aap ki picture tayar hai.

Excel total formula

friends aaj mera lecture yeh hai ke Excel mein jo hum numbers/ marks likhte hain unko total kaise karte hain os ka main aap ko  excel formula bata raha hoon follow bellow picture.



    A          B       C        D           E           F
English Sindhi Urdu Maths Computer Total
   56        85      90       78          70        379


bas es tarah se column mein marks likh ke agar aap chahto column barha sakte ho kam bhi kar sakte ho, 
Now total kaaren sab se pehla column choose karen English paper ki marks jo A column main aap ko nazar aa rahi hai os ki second (2) Row hain aur ab aap column ke last subject wala count karenge, last column mein subject Computer hai aur E column hai aur ki row bhi second (2) hai.

ab hum sab ko formula laga ke total karenge jaisa ke aap dekh rahe hai ko Total F wale column mein likha huwa hai aur hum os ke neeche second (2) row comuter ki marks ke sanme formula lagayenge.

=SUM(A2:E2) Enter
es formula se A column se le kar E column tak marks add karenga, total ka dosra bhi formula hai.

=SUM(A2+B2+C2+D2+E2) enter
es formula mein column by column add kiya gaya hai jitne column ho bas wo likh ke + ki symbol dete jao aur braket mein band kar ke enter karo to marks total kar dega.

aap ki knowledge mein aur bhi izafa karne ja raha hoon.
Excel mein Columns 256
65536 Rows.
aur jab hum 256x65536 karenge to es ka answer ye aayega 1,67,77,216 jo ke yeh Cells hain.
aur Excel mein last column IV hai. os ka shortcut ctrl+right arrow hai.

Monday, 3 December 2012

per% formula of excel

friends aik aur new lecture ke sath aap ke samne hazir hoon aaj mera lecture yeh ke Excel mein Per% kaise niklate hain akasar hum marks ko percentage nikalte hain.

see below picture


aap ko bas yeh dekhana hai ke total marks kis column mein hain aur row kon si hai Obtained/ Total H column main hai aur row 3 hain to to hum formula es tarah se likhenge
 =sum(H3*100/500).
*  ye multiplication ka symbol hai es ke 100 likhna hai os k baad ye /divide ki symbol deni hai phir jitne total marks hai wo likhen 600 ho ya 800 ho, wo likhen.

aik aur bhi per% formula share kar raha hoon.

=sum(353*100/400)
es formula mein hum ne total column nahen likha hai ke kis mein hai direct hum ne marks likhi hai jo aap ne li hai os ke same formula hai aap ko opar bataya gaya hai.

Excel merge cells

friends aaj main aap ko ms office ke aik program MS Excel ke merge ke bare mein kuch bataon ga wo bhi keyboard ke sath.

Win+R run mein excel likh ke enter karen ab excel ka program khul gaya hai, ab format ko click karen ya Alt+o keys ko press karen to aap ke samne ye bar khul jayegi see below pic.


ab aap cells ko click karen ya os ka shortcut use karen Ctrl+1 phir aap ke second bar khud jayegi see this below picture

ab aap es bar mein aik option dekh rahe hain Merge Cells os ko tick (select) kar ke ok kar den.
phir aap excel ke window pe koi bhi words likhen jin words ko merge karna hai bas unko aap select kar ke Alt+Enter keys press karen to wo merge ho jayega see below picture.


Thanks for reading my lectures 

Properties of desktop

friends aaj mein aapko desktop properties about lecture de raha hoon.
sab se pehle aap Desktop pe right click karen


ab apko ke samne aik baar nazar aayengi jis mein boht kuch text show honge
sab se pehle mein apko Arrange icons by ke barey mein bataon ga.

Es se hum desktop ke files ko step by etep kar sakte hain means by alphabet A to Z folders aayenge by size means jis ki size (Memory) long hogi wo pehle aayega by type ka bhi same work hai name jaisa.

agar computer ke icons idhar udhar bikhre hoye ho to hum unko aik second me theak kar sakte hain auto aarange kar ke.

mere kuch dost and students call kar k pochte hain ke sir desktop ke icons hide ho gaye hain nazar nahe aa rahe unko kaise show karen

unko hum desktop ki es properties se theak kar sakte hain
click on show desktop icon
to aap k ghum kiye hoye desktop ke icons aa jayenge.

Note: jab hum computer start karte hain to unko yahi se refresh karte hain es ka shortcut F5 hai. thanks

Sunday, 2 December 2012

Computer word dictionary

friends aaj main aap ko aik aisi dictionary bata raha hoon jis se aap computer ke words jin ke bare mein aap ko knowledge nahen wo aap with meaning ke sath read kar sakte hain. Ye dictionary english mein hai aur es ke total pages pdf main hai,


aur es mein internet ke bhi words hai, jo aap ko computer ki knowledge mein aap ki help karenge, jaisa ke aap jante hain ke maine yahan pc abbreviation book bhi share ki hoyi hai. yeh book pdf meinhai matlab yeh ke yeh adobe reader ya foxit reader mein open hogi.

Download here

Saturday, 1 December 2012

Window XP installation

friends aaj main aap ko computer pe window install karna sikhaon ga jo ko urdu mein lecture hai boht hi easy hai aur screen shots lecture hai bas aap pictures ko follow kar ke window install karen.

See first picture

see second picture


See third picture


See fourth picture


umeed hai ke aap ko mera yeh lecture boht pasand aaya hoga aage aur be best lectures share karta rahoon ga Insha Allah keep visiting my blog.thanks

Twitter Delicious Facebook Digg Stumbleupon Favorites More

 
Design by Free WordPress Themes | Bloggerized by Lasantha - Premium Blogger Themes | Bluehost Coupons